Yun Na Rah Rah Kar Hamen Tarsaye


Master Madan Ji Ki Behad Khoobsurat Awaaz Mein Saja Yeh Ghazal Yun Na Rah Rah Kar Hamen Tarsaye Ek Behtareen Classical Nagma Hai. Is Ghazal Ke Khoobsurat Bol Sagar Nizami Ne Likhe Hain Aur Iska Sangeet Amarnath Ne Diya Hai.

Song InformationDetails
Song TitleYun Na Rah Rah Kar Hamen Tarsaye
Movie / AlbumUnknown
SingerMaster Madan
LyricistSagar Nizami
Music DirectorAmarnath
Music LabelUnknown
Release YearUnknown
LanguageHindi / Urdu

Yun Na Rah Rah Kar Hamen Tarsaye Lyrics In Roman

Yun Na Rah Rah Kar Hamen Tarsaye
Aaye Aa Jaaye Aa Jaaye

Phir Vahi Daanista Thokar Khaaye
Phir Meri Aagoosh Mein Gir Jaaye

Meri Duniya Muntazir Hai Aapki
Apni Duniya Chod Kar Aa Jaaye

Ye Hawa Sagar Ye Halki Chaandni
Ji Mein Aata Hai Yahin Mar Jaaye

Yun Na Rah Rah Kar Hamen Tarsaye Lyrics In Hindi

यूँ न रह रह कर हमें तरसाये
आये आ जाये आ जाये

फिर वही दानिस्ता ठोकर खाये
फिर मेरी आग़ोश में गिर जाये

मेरी दुनिया मुन्तज़िर है आपकी
अपनी दुनिया चोड़ कर आ जाये

ये हवा `सागर’ ये हल्की चाँदनी
जी में आता है यहीं मर जाये

Yun Na Rah Rah Kar Hamen Tarsaye Lyrics In Urdu

یوں نہ رہ رہ کر ہمیں ترسائے
آئے آ جائے آ جائے

پھر وہی دانستہ ٹھوکر کھائے
پھر میری آغوش میں گر جائے

میری دنیا منتظر ہے آپکی
اپنی دنیا چھوڑ کر آ جائے

یہ ہوا ساگر یہ ہلکی چاندنی
جی میں آتا ہے یہیں مر جائے

Leave a Comment